Hello friends onhandtrick.com me swagat hai. Guys ap mobile aur computer jarur use karte honge kya apko pata hai mobile ka net computer me kaise chalaye Agar apko pata nehi to Aap sahi jagah par aye ho apko pata chal jayega computer me net kaise chalaye.
Ajka jamana me sabhi ke pass laptop ,computer ,Smart phone hota hai ushe use karne ke liye bhi internet chayie.bina intenet se kuch bhi kam aj ka jamana me nehi hoga to chaliye iss post me sikh lete mobile ka net computer me kaise chalaye.
- computer me folder Lock & hide kaise kare
- computer se virus remove kaise kare
Computer Me net kaise chalaye
Mobile ke madat se computer me net chalane ke liye Hotspot chaiye jo ki har ek smart phone me available hota hai.
STEP-1: Sabse pehele mobile me setting me jake Hotspot ko ON kare
- Setting
- More
- Tethering & Portable hotspot
- Wifi Hotspot
STEP-2: Set Up Wifi Hotspot me set kare.
- Network Name- Apka wifi ka name set kare
- Security- WPA2 PSK ko select kare qu ki apka wifi ka password laga sakte ho.
- Password- Wifi ka password dale
- Save me click kare.
STEP-3: Ab Computer ya laptop ka screen ka niche wifi ka symbol me click kare.
STEP-4: WIFI button click karte hi apka wifi name show hoga click karke password daleke next click kare.
STEP-5: Ap apka wifi computer me connect ho gaya then ab ap computer me net chala sakte ho.
Guys to iss tarah se computer me net chala sakte ho umeed hai apko pata chala gaya hoga mobile se computer me net kaise chalaye.
ye bhi Padhe-
guys iss related koi bhi swal hai to niche comment kare.thank u for reading..