How to Remove antivirus from Computer in hindi ? Guys apka computer me Virus hai aur Virus ke wajah se Computer slow chal raha tension mat lo aj iss article me bataunga Computer se virus remove kaise kare. Computet me Virus kaise find kare aur remove kare .
Ajj ka time me sabhi log internet use karte hai internet se hamari computer me virus ata hai to kya hum Internet chalana band karna hai nehi to post me likhe hue step follow kare Computet se virus hata sakte ho. Kisi bhi antivirus ke bina Computer se virus remove kar sakte ho.
Computer Se Virus Kaise Remove Kare
STEP-1 : Sabse pehale apna computer me cmd serch karke right karke run as administrator me click kare.

STEP-2 : Cmd open krne ke baad Cd..type karke enter kare. ..jis driver me virua hai uska name enter kare.

STEP-3 :Me c drive open kiya hu.
STEP -4: Ab dir type karke enter press kare. ab apke screen me drive data show hoga.

STEP-5: niche diye hue hai code type karke enter press kare
attrib -s -h *.* /s /d

STEP -6 : Ab apke jo bhi unusal file hai or Virus , jo bhi delete nehi hota hai vo show hoga. jis virus file ko delete karna chahte ho ushe cmd madat se rename kar le…
rename virusfilename.extension newname type karke enter press kare.

STEP -8 : virus ka name rename karne ke baad Drive me jake delete kar sakte ho ya phir cmd ke madat se bhi delete kar sakte ho. del virusname.extension type kare phir y type kare.ab apka unusal file or virus delete ho jayega.

To dosto iss tarah se Computer se virus delete kar sakte ho.umed hai apko pata chal gaya hoga Computer se virus remove kaise kare.
iss related koi bhi swal hai niche comment kare aur apke dost ke sath share kare.
I blog often and I truly appreciate your content. This article has really peaked my interest. I’m going to bookmark your site and keep checking for new information about once per week. I subscribed to your Feed as well.|
PLEASE UP DATE TRICKS IN PC TREATMENT THANKS