Hey Dosto agar apka facebook account delete karne ke liye trick dhund rahe ho ya phir Facebook permanently delete karne chahate ho to iss post me bataunga Facebook Account delete kaise kare.
Dosto ap jab apke pass bhahat sare facebook account ho jata hai tab facebook account delete karne ke trick dhund te ho. pahele facebook account deactivate hota tha aab facebook account ko permanently delete kar sakte ho.
- Facebook me Secert message chatting Kaise kare
- Facebook Account sabhi jagah se Logout ek click me kare
Facebook Account delete kaise kare
STEP-1: Sabse pehale facebook account login kare aur niche Delete facebook button me click kare.
STEP-2: ab apka screen me Account Delete aur Deactivate karne ka screen ayega.

- Facebook Par sabhi Message ek sath me delete kaise kare
- Facebook par kisne unfriend block kiya hai kaise pata kare
STEP-3: Facebook account ko permanently delete karne chahte ho Delete my account par click kare.

STEP-4: Ab apka facebook account ka password aur captha fill kare.

STEP-5: Fill karne ke baad apka account apka account permanently delete ho chuka hai.
NOTE- Account ko delete karne ke baad 15 din open na kare .Agar Aap chhate ho Facebook account open karne ke liye to 15 din ke andar open karke delete option ko cancel karna hai.
Guys Apko pata chal gaya hoga kaise Facebook Account delete kaise kare.iske bare me koi bhi swal hai to niche comment kare aur apke dosto ke sath share jarur kare.
thanks for sharing this information..have shared this link with others keep posting such information..