How to remove all facebook friend at once in hindi ? Dosto agar aap chahate Ek click apka sabhi fb friend Unfriend ho jaye to ajj iss post me bataunga Facebook par sabhi friend ko ek sath me unfriend kaise kare.
- Facebook page ek sath sabhi friends ko kaise share kare
- Multiple group me ek sath post kaise share kare
Dosto facebook par 5000 tak friends bana sakte ho agar apka fb par friend full hone se boring ho ja rahe ho dosto tension mat lo apko me simple trick me fb par unfriend ek click me kaise kare.
Facebook Par all unfriend ek click me kaise kare
Guys ek click me unfriend karne ke liye apke computer me chrome broswer me extension add karna hoga.
STEP -1 : Sabse pahle chrome browser me Facebook account login kare.
STEP -2: chrome browser me Facebook friend remover extension add kar lo.
Add Extension
STEP-3 : Extension add karne ke baad fb id login kare then icon ko click karke open kare.

STEP-4: Icon pe click karte hi Facebook friend show hoga.
STEP-5: ap jis friend ko unfriend karna chahte ho select karke Niche remove kare. Agar ap all friends unfriend karna chahte ho select all karke remove friends me click kare.

STEP-6: Guys Ab apke facebook friend unfriend hone ka start ho jayega kuch der me automatically unfriend ho jayega.
Umeed hai apko pata chal gaya hoga how to remove all Facebook friends at once in hindi .facebook par ek sath me sabhi friend unfriend kaise kare .
- Facebook par kisne unfriend & Block kiya hai kaise pata kare
- Facebook Par sabhi jagah se ek click logout kaise kare
Agar apke pass is post related koi bhi sawal hai niche comment kare aur apke apko iss post acha laga ho to dost ke sath share kare.