How to send Secret Message on Facebook
Agar ap facebook chalte ho to iske bare me janeka jaruri hai Agar aap kisi ko private ya secret message vejte hai, or aapko dar laga rahta hai ki kahi aapka phone kisi friends, family ke kisi member ne use kiya or unhone un personal messages ko padh liya to kya hoga, aise stiti mein aap chahte hai ki koi bhi aapke personal messages ko na dekh paye to apko facebook Secret message chating karn hai . to aj is post me janenge Facebook me secret message chating kaise kare ?
facebook ke iss feature ka use karke apne messages ko private rakh sakte hai.jaise ki kisi ko bhi pata nehi chalega ap kya message karte ho.Is feature ko aap sirf Messenger App mein hi use kar sakte hai wo bhi latest version mein.
kaise Send kare Facebook secret Message
STEP-1: Secret message send karne ke liye sabse pahle aap ko apne mobile mein messenger app ko install karke usse open kar lena hai,
STEP-2: ab jis kisi v friend ke sath secret message karna chahte hai usse select kar le, fir right corner par ℹ wale icon par click kar lijiye,

STEP-3: ab yaha par aapko ek Go to Secret Conversation ka option milega is par click kar dijiye.

STEP-4: Ab message type wale box aapko ek time ka icon milega is par click kar aap time set kar sakte hai ki aapke dwara send kiye gaye message kitne der baad automatically delete ho jaani chahiye.

Is prakar aap apne friends ke sath secret chat kar sakte hai. aur kisko bhi nehi pata chalega.is facebook secret message feature useful hai is trick use karke facebook me message privatly kar sakte hai.
Ummid karta hun ki aapko facebook secret message chating tips & tricks post achhi lagi hogi, or agar aapke is post se help hua to apke friend ke sath share kare aur apke man me is post se relative koi doubt ya question ho to aap niche comment me puchh sakte hai.