Facebook Par Apko Kisne Unfriend /Block Kiya Hai Kaise Jane

How to Know Who Unfriend/Block  me In Facebook ? Agar aap Facebook Chalate hoge to apka friend hi jarur hoga.Facebbok me apko kaun Unfriend aur Block Karta hai apko pata nehi Chalata hai ya phir apke pass koi bhi notification nehi ata hai apko aaj me facebook ka ek trick bare me janakri dunga Facebook par apko kisne unfriend aur Block kiya hai kaise pata kare.(Facebook Unfriend)

Facebook aj ka time ek bhaut popular Social media hai jaise chote se bade log sabhi ne facebook account chalte hai.Facebook se ap friend banake bate kar sakte hai .facebook me aise koi bhi friend bhi hai apko unfriend ya phir block karke rakha hoga to apko pata nehi chalta hai.facebbook me unfriend aur block kaun kiya hai kaise pata kare iske bare me niche diye hue step ko follow kare. (Facebook Unfriend)

Kaise Pata Kare Kaun Facebook me Unfriend /Block Kiya hai

STEP-1:  apko Iss Facebbook Unfriend block ke bare jane ke liye ek android mobile ek application download karna hoga [ Application -Who delete me ]

Download Apk

Note-is application kisi bhi  time me Playstore se Remove hosakta hai apko playstore se nehi mila to Broswer se download kar sakte  hai.

STEP-2:  Application ko Install karke open kare

Facebook  Unfriend /Block kisne  Kiya Hai Kaise Jane
Facebook Unfriend /Block kisne Kiya Hai Kaise Jane

STEP-3: Facebook accont Login Kare

Facebook  Unfriend /Block kisne  Kiya Hai Kaise Jane
Facebook Unfriend /Block kisne Kiya Hai Kaise Jane

STEP-4: Apke Facebook account login karne ke baad screen ke upar eye ke symbol pe click karke sabhi option ko enable kare

Facebook  Unfriend /Block kisne  Kiya Hai Kaise Jane
Facebook Unfriend /Block kisne Kiya Hai Kaise Jane

STEP-5:  Sabhi option ko Enable karne ke baad apka kaam ho gaya hai ab jab apko kisne bhi Unfriend ya phir block karega us application anadr notification ayega jaise apko pata chal jayega.

Facebook  Unfriend /Block kisne  Kiya Hai Kaise Jane
Facebook Unfriend /Block kisne Kiya Hai Kaise Jane

Apko is topic releated koi bhi problem ho to niche comment box me comment kare aur is post se kuch bhi help hua to apke dost ke sath share kare usko is trick ke bare me pata chale aur blog subscribe kare update pane ke liye

Leave a Comment