How to set own house location on google map? Guys apka ghar ya dukan hai google map me show nehi dekha raha hai to aaj janenge Google map me adress kaise dale location kaise set kare.
Aj ka time me kisi jagah ke bare me pata nehi to ap google map se pata laga sakte hai aur kisi jagah ka adress pata hai laken rashta pata nehi hai to bhi google map se rashta dhund skate hai.
Agar apka ghar ya dukan,office ka Address google map me show nehi ho raha to app apke android mobile ke madat se Google map me adress set kar skate hai.
Note- Google me sirf sahi adress dale koi bhi faltu adress add na kare.warna bho publish nehi hoga.
Google Map Par Adress Aur Location kaise set kare
Google map me adress aur location set karne ke liye Google map update karlo aur Location on kar le.
STEP-1: sabse pehale Google map application open kare aur menu Me jaye.

STEP-2: Menu me jane ke baad Add a missing business option me click kare.

STEP-3: Uske baad apka screen me Adress set karne ka form ayega usko fill kare.

NAME- Ya par apka adress aur location ka name dale.
Adress- apka location set kare.
Category- apka adress , location se mutabak category select kare.
Phone- ya pae apka phone number dale.
Website- apka website hai to dale nehi to chod dena hai.
Time- Apka business ka time set kare kab khola hota hai aur band hota hai.
STEP-5: sab details set karne ke baad save button me click kare.
Kuch samya ke baad google apka details check karke Publish kar dega.aur apke adress google map par show hone lagega.
- facebook account sabhi jagah se ek click me logout kaise kare
- Instagram kisne Unfollow block kiya hai kaise pata kare
to dosto apka ghar ya dukan google map par add kar sakte hai .umeed hai apko pata chal gaya hoga Google map par adress location set kaise dale.
Iske bare me kuch bhi sawal hai to niche comment puch sakte hai aur apke dost aur social media par share jarur kare.
Tag: Google map me adress kaise dale.
Very interesting information!Perfect just what I was looking for!
ccefsbpkcm,Thanks for ones marvelous posting! I actually enjoyed reading it, you will be a great author.I will always bookmark your blog and will fqgjnfwk,come back from now on. I want to encourage that you continue your great writing, have a nice afternoon!
Everything is very open with a precise explanation of the issues. It was truly informative. Your site is useful. Many thanks for sharing!
qlbihrhoi,Hi there, just wanted to say, I liked this article. It was helpful. Keep on posting!
quhveykiw,Some really nice stuff on this website, I enjoy it.