How to permanently delete instagram account? instagram account ko deactivate ksise kare?Dosto agar ap chahate ho apka Instagram account permanently delete karne ke liye to iss post me janange Instgram account delete kaise kare.
Aaj ka time me har koi instagram me ata hai aur account create karta hai.laken agr ap chahte ho instagram account ko delete karane ke liye to post me janenge.
Instagram account delete kaise kare
STEP-1: Sabse pehale Instagram account Browser me login kare uske baad niche Delete Account me click kare.
STEP-2: Delete account me click karne ke baad Aise type screen ayega.

STEP-3:Account kon sa reson ke liye delete karna chahte ho reson select kare aur password dalke Permanently Delete my account me click kare.

Aab apka account kuch time me Delete ho jayega.
Note- Account ko delete karne ke baad all data delete ho jayega aur data ko recover nehi hoga.
Instgram Account Disable/Deactive Kaise Kare
STEP-1: Instgram account Deactive karne ke liye apka mobile aur computer me broswer me www.instgram.com serch karke Account login kare.

STEP-2: Account login karne ke baad Edit profile par click kare .

STEP-3: Edit profile click karne ke baad apke screen ko scroll karke niche disable my account option pe click kare.

STEP-4: Disable my account click karne ke baad apko reason select karna hai qu account disable karne chhate ho uske baad password dalke niche temporly disable account pe click kare.

STEP-5: temporly disable account option click karte hi apka account disable ho jayega aur instagram se account hide ho jayega.
NOTE- Account phir se oprn karne chhate ho to ap browser me Instagram open karte hi open ho jayega.
Guys ap iss tarh se instgram account disable aur delete kar sakte ho .umeed hai apko pata chal gaya hoga Instagram account kaise delete kare. kuch bhi swal hai to niche comment kare aur apke dost ke sath share kare.