How to share Post multiple facebook group at once in hindi ? Guys aap kya chahte ho ek sath me multiple group me post ya link share karne ke liye to ajj iss post me bataunga Multiple Facebook Group me Ek sath post kaise share kare.
Guys ap chhate kisi bhi link ya blog ka post multiple group me ek sath me karna ka facebook me iss option available nehi lakin google chrome ke madat se Multiple group me ek sath post share kar sakte ho.
- Facebook friend request accept ya rejact ek sath kaise kare
- Facebook all friends ek sath Unfriend kaise kare
Guys apko internet par bhahat sare tircks miljayega,lekin aj me apko multiple group me post share karne ka 2 working tricks bataunga.
Multiple Facebook Group Me Ek Sath Post Share Kaise Kare
Multipe group me ek sath post share karne ke liye 2 method bataunga apko jo vi trick asan lage use kar sakte ho.
Method-1 – Using ToolKit For Facebook
STEP-1 : Sabse pehele computer ya laptop ka chrome broswer me Toolkit Extension add kare
Extension Add
STEP-2 : Extension add karne ke baad Fb id open kare.
STEP-3 : Ab extension par click karne karke search box me post on all facebook group serch karke start tool par click kare.

STEP-4 : Ab Text box me Jo vi message ya link share karna chahte ho vo type kare aur niche time interval set kare qu ki kitne time interval me ek ek group me automatic share hoga.

STEP-5 : screen niche scroll karke Select all group ya ek ek select karke start posting me click kare

- Facebook page ek sath all friends ko kaise invite kare
- Facebook account delete ya deactive kaise kare
then ab susccessful ap set kiya hua time interval me ek ek group me auto post share hone lagega.guys iss tarah se Multiple group me post share kar sakte hai umeed hai apko pata chal gaya hai Fb multiple Group me auto share kaise kare.
Guys iss post releated koi bhi sawal hai niche comment kare aur apke dosto ke sath share jarur kare.