Paytm Account Password Reset/Change kaise Kare

How to change Paytm account password ? Guys aj kal paytm bhahat craze hai.Jaise ap paytm khonle ke baad paytm password bhul jate ho ya phir password pata hai change karne chahte ho to ajj is post bataunga Paytm account password kaise change kare.

Ab har dokan , Shopping mall me paytm ke madat se payment lete hai to hamari paytm account ko secure rakhne ke liye har bar password change karna jarur hai to chaliye jan lete hai password change and reset kaise kare.

Bhul gaya password kaise Reset / Change kare

Guys password change karne ke liye Apko sim aur ek mobile ka jarurat hai.

Pehale sim ko nehi dalke bhi Kisi bhi mobile me password change kar sakte ho lakin ab jis mobile me password change karoge ushi mobile me sim dalna hota hai..

STEP-1 : Guys password change karne ke liye Paytm app open kare.

STEP-2 : Open karne ke baad login page open ho jayega.Trouble Logging in ? me click kare.

Paytm password Reset ,change kaise kare
Paytm password Reset ,change kaise kare

STEP-3 :Ab Forgot your password me click kare.

Paytm password Reset ,change kaise kare
Paytm password Reset ,change kaise kare

STEP-4 : Ab paytm ka password reset karne ka condition Aur niche costumer care ka Number me click kare.

Paytm password Reset ,change kaise kare
Paytm password Reset ,change kaise kare

STEP-5 : Ab jis paytm number ka password change karne chate ho us number se call kare .

STEP-6 : Call karne ke baad password change karne ke liye jo bhi key dabane ke liye bolega us key dabaye .

STEP-7 : Uske baad apke sim me Ek sms ayega jisme ek Link ayega ushe click kare.ushi link 10 minute tak valid hai.10 minute ke baad us link kam nehi karega.

STEP-8 : Link me click karne ke baad broswer khul jayega usme New password me apka password dalke proceed me click karte hi apka password change ho jayega.

Paytm password Reset ,change kaise kare
Paytm password Reset ,change kaise kare

Password Pata hai Kaise Change kare

STEP-1 : Paytm App Open kare

STEP-2 : Open karne ke Baad Setting me jaye.

STEP-3 : Setting me security setting option me click kare

STEP-4 : Ab Change password option me click kare ab apke old password dalke New password dalke save karte hi apka payrm account password change ho jayega.

Guys apko pata chal gaya hoga kaise paytm account password reset change kaise kare .agar apka koi bhi sawal hai niche comment kare .Thank u for reading.

Leave a Comment