How to Generate new ATM/Debit Card Pin In Hindi ? Agar ap ek SBI Bank ka user he to apke liye is post hai iske madat se SBI new ATM card Pin bana sakte hai. ATM pin banane ke liye apko ATM me jane padega pahele Apko ghar me Bank ke taraf se ATM pin Aata Tha abhi Ap apke marji ATM pin bana sakte hai apko aj me janakari daunga SBI ka New ATM Card Pin Kaise Banaye Hindi me.
Apko Pahele Bank Se ATM Pin milta tha Abhi Bank se nehi mil raha hai is niyam 2018 se lagu ho gaya hai kuad ka ATM pin Kud hi banane hoga ishe apke marje jo bhi hai ATM PIN Bana sakte hai iske liye apko bank nehi jane padega ATM Ap ashani tarah se kar sakte hai to chaliye jan late kaise ATM pin Banate hai.
Kaise SBI New ATM Card Pin Banate Hai
STEP-1: SBI New ATM card Pin Banne ke liye sabhe pahele ATM me jane padega.
STEP-2: ATM Machine me New ATM card enter karna hai.

STEP-3: Screen ka bhat sare option dekha dega usme se PIN GENERATION option ko touch karna hai.

STEP-4: Account Number enter karna hai.

STEP-5: Mobile phone no dalna hoga dhayan rakhna Bank Account me jis phone No Register hai us Number dalana hai.

STEP-6: Confirm me touch kare uske baad apke phone me four Digit ka Number word me ayega Example-(one five six two ) us 4digit ko use karke ap paise nehi nekal sakte ho vo pin dalke ap pin change karne hoga us number 24ghante tak kam karega.

STEP-7: apko aur ek bar Atm card enter karna hai uske baad
- Banking
- Any do Number dalna hai
- Mobile me jo Bhi 4digit no aye tha vo dalna hai
- Pin change option touch kare
- Pin dale ap jo pin set karna chahate ho
-
SBI new ATM card Pin kaise banaye
Ap is tarh se New ATM card password bana skate hai Agr apko iske bare koi bhi sabal hai niche comment box me comment kare aur Dost ke sath jarur share kare.