How to Find computer Wifi Password in hindi ? Dost agar apko wifi ka password pata karne chahte ho to ajj iss post me janenge computer me connect wifi password kaise pata kare.computer me wifi password kaise pata kare.wifi ka password hack kaise kare.Saved wifi password kaise pata kare iss sabhi question ka answer iss article me mil jayega.
- Mobile me connected wifi password kaise pata kare
- Google map par apna adress,location kaise dale
Agar Aap wifi computer me connect karne ke baad password bhul gaye to apke computer me command promt ke madat se pata kar sakte ho to niche diye hue 2 method ko follow kare.
Compter Me Wifi Password Kaise Pata Kare
Method-1 :
STEP-1 : Aap jis computer me wifi password save hai pata karne ke liye command promt open kare.

STEP-2 : command open karne ke baad niche diye hue command type karne ke baad enter dabaye.
netsh wlan show profiles |
STEP-3 : is cmd ko type karne ke baad sabhi wifi network show hoga.

STEP-4 : wifi ka password dekhne ke liye niche diye hue command type karke enter dabaye
netsh wlan show profiles name=wifiname key=clear |
Note : Wifiname me ap jis wifi ka password pata karne chahte ho uss wifi name dale
STEP-5 : us cmd enter karne baad security setting me Key content me apko password mil jayega.

Then Done…
Method-2 :
STEP-1 : Computer me Control panel open kare

STEP-2 : Control panel open karne ke baad network and sharing option me click kare

STEP-3 : Network and sharing click krne ke baad apko connected wifi name show hoga

STEP-4: Ab wifi name me double click karne ke baad wireless proerties me click kare.

STEP-4 : Ab security me click karne ke baad box me tik karna hai uske baad apka password show ho jayega.

then done..sucessfully………
Dosto iss tarah se kisi bhi wifi ka password pata kar sakte hai umeed hai apko pata chal gaya hoga computer me wifi password pata kar sakte ho. agar apko iss post releated koi bhi sawal hai to niche comment kare.