How to Apply Dark Theme In Youtube in Hindi ?Agar aap youtube chalate hai to youtube ka new features dark theme jarur dekha hoga.to aaj main apko iss post me batauna ki kaise aap youtube dark theme kaise apply kare ( How to apply YouTube dark thame In Hindi).
Aaj ek time me chote se bade sab log youtube use kar rahe hai. India me jab se jio aya hai uske baad jo bhi youtube ke bare nehi jante the vo ab youtube use kar raha hai.youtube aise ek platform banaya hai aap channel banake apka jo bhi gyan he uske bare bata ke paisa kama sakte ho.youtube har bar kuch na kuch naya update leke aata hai is baar youtube ne dark theme ka option laya hai iss theme ko aap Android,IOS,Windows mobile me youtube application andar me v apply kar sakte hai.
Kaise youtube dark theme apply kare
STEP-1:.Sabse pahale apko apne mobile me youtube application ka latest version update karna hai. Uske baad profile button me click kare.

STEP-2: Setting me click kare

STEP-3: General option me click kare

STEP-4: Dark theme option enable kare

Iss process ko follow karke aap youtube me dark theme apply kar sakte hai. iss post ko apke dost ke sath jarur share kare aur blog ko subscribe kare.
Bhau Maine Ek website banaya hai. Sabkuchh Thik hi par adsence approved nhi ho raha hai. 3-4 bar apply kiya hu but Insufficient content bol kar disapprove kar de raha hai